Hindi Movie Dialogue

Category: Movie Dialogue    |    36 views    |    Add a Comment
1. Yahan teri izzat bachane koi nahi ayega

2. Kanoon jazbaat nahi, saboot dekhti hai

3. judge sahab, maine khoon nahi kiya.

4. kash tum mera yakin kar sakti

5. mein kisi ke muh dikhane kabil nahi rahi

6. ham barbad ho gaye

7. ghar mein jawan beti hai ........

8. tumhare  khyal kitne neech hain

9. Tum mujhe galat samajh rahi ho....kash mein sachchai bata sakta
10. Kuttay, Kameenay mai tumhe jaan se maar doonga
11. Mai tumhara ehasaan zindagi bhar nahin bhuloonga
12. Itnay paisay tum kahan se laaye?
13. Main tumharay bina mar jaa-oongi.
14. Bacchhhaaaaaooooo.....
15. Yeh anyay hai bhagwan
16. Bataoo, heeray kahan hai.
17. Tum may-re liye mar chuke ho.
18. Police meeray peechay lagi hui hai.
19. Mai tumharay bachhe ki maa ban-nay waali hoon.
Here are the best of the rest...
- Ghar mein do javaan betiyan hain
- lo...muh meetha kar lo
- mein yeh shaadi nahin hone doongi
- aaj pinky ka janam din hai
- yeh aap kya kah rahen hai, bhai sahib
- Bhaiya !!!!!!!!!!
- Ma, tum kitni achchi ho
- Aaj mein bahut khush hoon
(usually to be followed by a tragicturn of events)
- arre isse to tez bukhar hai
- Nikal jaa mere ghar say...
- Hatoe naa, log kiya kahengay
- khabardaar joe mujhay haat bhee lagaya
 
 

and the best:
- tumne apni ma ka dudh piya hai to ...
- gurkha, ise dhakke maarke bahar nikal do.
- Maine tumhe paal pos kar bada kiya..
- Ab tumari maa hamare kabze main hai
- Pulis ko tum jaise naujawanon par naaz hai
- Driver, gaadi roko
- Tum jaise gandi naali ke keede....
- Ek baar mujhe maa keh kar pukaro beta"
- aur ye bechari begunnah hai. That's all, your honor
- tazeerat-e-hind , dafa 302 ke tahat,
mulzim ko maut ki sazasunai jaati hai.
- Mulzim ko Baa izzat bari kiya jata hai
- Ab hum kisi ko muh dikhane ke layak nahin rahe
- (hero/heroine opening their eyes on a hospital bed)
Main kahan hun?

- Kya isi din ke liye tujhe paida kiya tha?
- "Maa main first class first pass ho gaya hu"
followed by the jug jug jiyo beta
- "Yeh sauda thumhe bahut mehenga padega" ??
- Bhagwan, maine aaj tak tumse kuch nahin manga,
aaj pahli baarkuch maang........
- KANOON KE HAATH BAHUT LUMBE HOTE HAIN
- Aey jee! Aap bade woh haiN!

Ekk baar, bas ekk bar mere aankho main aankhen daal kay kahe do ki tum muj say payar nahi kartey 
apni zindagi toh hum jee chuke chunni babu,ab toh bas dhadkano ka lihaz karte hain,
kya kahe un duniya walo ko jo aakhiri saas par bhi aitraaz karte hain!-devdas 
Villian : ye jante huve bhi, ki mai yahan hun, tu marne ke liye agaya? hero:
 marne nahi tujhe maarne aya hun 
Hum jaha khade ho jaate hai line wahise shuru hoti hai

Share/Save/Bookmark